🔥 ट्रेंडिंग करौली में पंचायती राज आम चुनाव‑2026 के... सात महीने से वेतन नहीं मिलने पर सिटिजन... पटनाला: पंजाब में दिन का तापमान 1.5°C... पटियाला: 316 गांवों में स्वच्छ पेयजल प... मुजफरपुर पी एन जी गैस पाइप लाइन मेंब्ल... इंदौर के तीन स्कूलों को दिलजीत दोसांझ...
02 नव. 2026•
ગુજરાતી मराठी ਪੰਜਾਬੀ বাংলা

Jyoti Coaching Centre*

✍️ रिपोर्टर: Bikram Hembrom 🗓 02 नव. 2026, 05:45 PM 👁 48
यहाँ देखें: 📘 Facebook 📷 Instagram
शेयर करें: 💬 WhatsApp 📘 Facebook 𝕏 Post

Garibi bacchon ko mukt mein padhaayaa jaega

Goilkera, West Singhbhum,gaon *Jatisereng* me shiksha ke kshetra me ek nayi pahal dekhne ko mili hai. gaon ke bachchon ke bhavishya ko sawarne ke liye *"Jyoti Coaching Centre"* ki shuruaat ki hai.

Is centre me vartaman me *kaksha 1 se 8 tak ke 15 bacche* adhyayan kar rahe hain. Yaha Ganit, Vigyan, Hindi, Angreji sabhi vishayon ki taiyari karwai ja rahi hai. Centre ke sanchalak ka kehna hai ki unka uddeshya gaon ke garib aur jaruratmand bachchon ko kam shulk par gunvattapoorn shiksha dena hai.

"Gaon me tuition ki suvidha na hone se bachchon ko Goilkera jana padta tha. Isliye socha ki gaon me hi bachchon ko padhaya jaye," - Sanchalak ne bataya.
📲Get App