Nagar panchayat me ramlila ka aarambh
Bajpai priwar ki ram lela ka aarambh aaj se huaa
Nagar panchayat Fatehpur churasi district unnao me bajpai pariwar ki lam lela ka aaj se grares pujan ke sath me RamLela ki suruaat hui kasba Nehru Nagar Fatehpur churasi me bajpai pariwar ki ye ramleela aaj se 100 sal purani hai jo aaj se chalu ho kar 8 din tak chalte hai fir samapan de din visal mela ka aayojan hota hai jis me black ke 20 gaw ka nagar ke log samil hote hai