🔥 TRENDING ભારતીય બેંક સંઘ અને યૂનાઇટેડ ફોરમ ઑફ ય... સુરતના ખટોદરા વિસ્તારમાં ફેક્ટરીમાં ફસ... LPU Students End 15-Hour NH-44 Blockad... Fire Ravages Tata Showroom in Hyderpor... Consumer Court Orders Insurer to Pay ₹... ધોરાજી ડેપોના સિનિયર આગેવાન અશોકસિંહ વ...
28 Sep 2026•
ગુજરાતી मराठी ਪੰਜਾਬੀ বাংলা
Bijli ki killat se pareshan aam janta jammu mein.

Bijli ki killat se pareshan aam janta jammu mein.

✍️ Reporter: Sunil Sharma 🗓 06 Sep 2026, 12:06 PM 👁 36
Watch on: ▶️ YouTube
Share: 💬 WhatsApp 📘 Facebook 𝕏 Post

Jammu mein subah se bijli ki killat se pareshan aam janta

Aaj Subah se jammu mein bijli ki killat dekhne ko mil rahi hai, har koi bijli ki killat se kaafi pareshan dikhai de raha hai, yahan tak ki har dukandar, aur aam janta bhi isse prabhavit hoti hui dikhai de Rahi hai, halanki mausam thoda baarish wala hai, to is wajah se garmi se thodi Rahat nazar aa rahi hai, magar bijli ki killat se kaafi pareshani ka samna aam janta ko uthana pad raha hai, Need 24 ki taraf se, main Citizen Reporter Sunil Sharma, Bane rahiye humare saath, jammu ki taaza tareen khabron ke liye. Jai mata di.
📲Get App